Friday, March 03, 2006

Yun he nahin

I am editing this post just coz BnB asked for the meanings; so here it goes...ab maarna mut mujhe...coz today I am in comedy mood.... :)

Khuda yun he nahin khud ki khudayi mein mushgool rehta hai,
kuch to khauff-jada hai jo abhi tak dojakh ke darwaze khule rakhta hai.

Zannat mein farishton ki rihayish hua karey, humko kya ferk padta hai,
Yahan to her aata jata hamarey zakhmon per namak rakhta hai,

kisi roz to aamna samna hoga hamara bhi uss-se qayamat se pehle,
Nahin to sabhi dekhenge ki Qayamat wali subeh kon sharamsaar rehta hai.

Meanings, deep meanings and deeper than the deep meanings :)

Lord is Lost in HIS own heavenly heaven for a reason,
He seems to be shivering with fear still, thus keeps the doors to hell.

Angels might be roaming and populating the Heaven; how does it matters to me,
In here, every "Tom **ck harry" smears his share of salt over my wounds to keep them alive,

Someday Me and HE shall meet face to face before the Judgement Day,
Else we all shall see, whose face is down in shame over the morning of Judgement day.

Now you all know, that I am not been able to do justice with what I desired to say when I translated it in English :(

But I hope I have literally conveyed the meaning...

Now we shall go for deep meaning :)

5 comments:

  1. Ikhtiyarre tabbasum ki lau ko
    tarranume numayish se aghaa dena...

    Jo iska matlab samajh aaye to
    please mujhe bhi bata dena.....

    hehehe

    ReplyDelete
  2. it is telling about the candle which is lighted in mushyaras and moved here and there .....

    Grrrrr....

    ReplyDelete
  3. ha ha ha

    Khuda yun he nahin khud ki khudayi mein mushgool rehta hai,
    kuch to khauff-jada hai jo abhi tak dojakh ke darwaze khule rakhta hai.

    Zannat mein farishton ki rihayish hua karey, humko kya ferk padta hai,
    Yahan to her aata jata hamarey zakhmon per namak rakhta hai,

    kisi roz to aamna samna hoga hamara bhi uss-se qayamat se pehle,
    Nahin to sabhi dekhenge ki Qayamat wali subeh kon sharamsaar rehta hai.

    iska matlab bhi samjao na ;)

    ReplyDelete
  4. grrrr !!!! anyhow for BnB anything....

    I think I shud post the translations and analysis in the posting itself....

    Lemme do that

    ReplyDelete